Dil Ko Karaar Aaya Lyrics – Neha Kakkar | Hindi lyrics
Dil Ko Karaar Aaya Lyrics by Neha Kakkar and Yasser Desai is the most recent song with music given by Rajat Nagpal. Dil ko karaar Aaya song lyrics are composed by Rana and video is coordinated by Sneha Shetty Kohli.
- Lyrics by: Rana
- Singer: Neha Kakkar, Yasser Desai
- Composer: Rajat Nagpal
Dil Ko Karaar Aaya Lyrics – Neha Kakkar
Dua bhi lage na mujhe
Dawa bhi lage na mujhe
Jabse dil ko mere tu laga hai
Neend raaton ki meri
Chahat baaton ki mari
Chain ko mere toone yoon thaga hai
Jab saansein baroon main band
Aankhein karun main
Nazar tu yaar aaya kar
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yaara
Har roz poochhein yeh hawayein
Hum to bata ke haare
Kyun zikra tera karte hain
Humse taare
Har roz poochhein yeh hawayein
Hum to bata ke haare
Kyun zikra tera karte hain
Humse taare
Ab is se hain tere in
Hothon pe mere izhaar aaya yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yaara
Dil ko karaar aaya
Tujhpe hai pyar aaya
Pehli pehli baar aaya
Oh yaara